Singers : Kshitij Tarey, Saim Bhat and Mithoon
Music by : Mithoon
Lyrics by : Mithoon
Males : Kaisi khala yeh dil mein basi hai
Ab toh khataayein fitrat hi si hai
Male : Main hi hoon woh jo rehmat se gira
Male : Aye khuda
Gir gaya.. gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lutt gaya.. lutt gaya
Male : Aye khuda
Gir gaya.. gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lutt gaya.. lutt gaya
Males : Kaisi khala yeh dil mein basi hai
Ab toh khataayein fitrat hi si hai
Male : Main hi hoon woh jo rehmat se gira
Male : Aye khuda
Gir gaya.. gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lutt gaya.. lutt gaya
Male : Aye khuda.. aaa
Male : Aye khuda…haa
Male : Itani khataye tu le kar chala hai
Daulat hi jaise tera ab khuda
Har pal bitaye tu jaise hawa hai
Gunah ke saaye mein chalta raha
Male : Samandar sa beh kar
Tu chalta hi gaya
Teri marzi poori ki
Tune har dafa
Male : Tu hi tera mujrim bandeya
Male : Aye khuda
Gir gaya.. gir gaya
Male : Main jo tujhse door hua
Lutt gaya… lutt gaya
Male : Kyun judta is jahan se tu
Ik din yeh guzar hi jaayega
Kitna bhi samet le yahaan
Mutthi se fisal hi jaayega
Male : Har shakhs hai dhool se bana
Aur phir uss mein hi ja mila
Yeh haqeeqat hai tu jaan le
Kyun sach se munh hai pherta
Males : Chaahe jo bhi hasrat poori kar le
Rukeygi na fitrat yeh samajh le
Mitt jaayegi teri hasti
Male : Bhar na payega yeh dil bandeya
Male : Aye khuda
Gir gaya.. gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lutt gaya.. lutt gaya
Male : Gar tu soche tu hai gira
Mere haath ko thaam uth zara
Tere dil ke dar pe hoon khada
Mujhko apna le tu zara
Male : Tu kahe tu hai saaye se girah
Teri raahon ka main noor hoon
Tere gunah ko khud pe le liya
Meri nazron mein beqasoor tu
Males : Aisa koi manzar tu dikhla de
Mujhe koi shakhs se milwa de
Aise koi dil se tu sunwa de
Ke zakhm koi usse na milaa
Male : Aye khuda
Gir gaya.. gir gaya
Main jo tujhse door hua
Lutt gaya.. lutt gaya….
Male : Haaaa….aaaaa…