Ishq Aur Pyaar Ka Song Lyrics in Shapath (1997)

Ishq Aur Pyaar Ka Song Lyrics

Singer : Altaf Raja

Music by : Anand–Milind

Lyrics by : Sameer

Male : Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye

Male : Dil-e-bekaraar ka maza lijiye
Dil-e-bekaraar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Chorus : Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye ho..o..ho..

Male : Bekhyaal ho gaye hain
Hosh mein na laaiye
Aaiye kareeb aake
Aankhon se pilaaiye

Male : Oo bekhyaal ho gaye hain
Hosh mein na laaiye
Aaiye kareeb aake
Aankhon se pilaaiye

Male : Aap bhi bhi khumaar ka
Ho aap bhi bhi khumaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Chorus : Thoda intezaar ka maza lijiye

Carnatic : …………….

Chorus : Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Male : Maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye ho..o..ho

Male : Aadhi raat dhal chuki hai
Chandni jawaan hai
Koi badahavaas hai to
Koi badagumaan hai

Male : Oo aadhi raat dhal chuki hai
Chandni jawaan hai
Koi badahavaas hai to
Koi badagumaan hai

Male : Husn ke nikhara ka
Ho..o..husn ke nikhara ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Chorus : Thoda intezaar ka maza lijiye
Male : Maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye ho..o..ho..

Male : Mastiyan hain bekhudi hai
Chaahaton ka jaam hai
Na to koi bebasi hai
Na to koi kaam hai

Male : Oo mastiyan hain bekhudi hai
Chaahaton ka jaam hai
Na to koi bebasi hai
Na to koi kaam hai

Male : Din hai aitbar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Chorus : Thoda intezaar ka maza lijiye

Male : Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Chorus : Thoda intezaar ka maza lijiye

Carnatic : .………

Chorus : Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye

Male : Maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye
Chorus : Maza lijiye.. maza lijiye ..

Scroll to Top