Music By : Pritam Chakraborty
Singers : Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar
Male : (Picche picche aunda meri chal vehna aayi
Picche picche aunda meri chal vehna aayi
Cheere waleya vekhda aai ve mera laung gawacha
Nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
Male : Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya
Mera aashiqon mein uncha naam kar diya
Male : O.. Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya
Mera aashiqon mein uncha naam kar diya
Lut gaya woh jisko bhi hans ke salaam kar diya
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
Male : (Picche picche aunda meri chal vehna aayi
Picche picche aunda meri chal vehna aayi
Cheere waleya vekhda aai ve mera laung gawacha
Nigah maarda aayi ve mera laung gawacha)
Female : Pachhtaaye ankhiyon ko tujhse jod ke
Akh mili chala gaya mujhko chhod ke
Iss dil ne dhokha de diya
Arrey haan, har pal apne hi intezar ka
Bhole bhaale tune mere ko pyaar ka
Rog yeh anokha de diya
Male : O.. husn se yahan karoon main chhedkhaniya
Lagti hai sitam kyun meri meharbaniyaan
Har zubaan par ab tak abhi yehi hain kahaniyan
Dekho meri ada bhi kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hai tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
Female : Tere peechay peechay mera sabar kho gaya
Jaane kab kaise tera asar ho gaya
Tere sau sau jadoo chal gaye, arrey haan…
Tu hi jaane kaise main toh teri ho gayi
Tere raston mein meri neendh kho gayi
Tere waade mujhko chhal gaye
Male : Ho pal do pal ko main tere mehmaan ho gaya
Jo bhi tere mujhpe qurbaan ho gaya
Chain kho gaya dil ka bhi toh nuksaan ho gaya
Dekho meri ada bhi kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain tabah kar gayi