Singer : B Praak
Music by : Jaani
Lyrics by : Jaani
Male : Koi gham nahi tha waise
Uski judaai ka
Koi gham nahi tha waise
Uski judaai ka
Par ye kya bola usne
Pachhtate rehte hain
Male : Are usne humko chhoda
Hai ye baat kehke
Are usne humko chhoda
Hai ye baat kehke
Ke tere jaise log to aate rehte hai
Male : Hum marenge jaldi jaldi
Par kishton kishton mein
Ab itni zyada chalti hai
Apni farishton mein
Ab itni zyada chalti hai
Apni farishton mein
Male : Ho apna to har din marna
So apni arthi ko
Farishte har dooje din
Utha te rehte hain
Male : Are usne humko chhoda
Hai ye baat kehke
Ke tere jaise log to aate rehte hai
Male : Are usne humko chhoda
Hai ye baat kehke
Ke tere jaise log to aate rehte hai
Male : Jis pedh ne tumko chhaon di
Wo jadein kata bethe
Hum udd rahe the aasman mein
Par kataa bethe
Male : Teri tasveeren jalane ke
Chakkar me jaanejan
Hum aise aashiq tere
Apna ghar jala bethe
Ho apna ghar jala bethe
Male : Ho ab itni nafrat hai humko
Haye tere chehre se
Ke teri tasveeron ko
Zaher khilate rehte hain
Male : Aree usne humko chhoda
Hai ye baat kehke
Ke tere jaise log to aate rehte hai
Male : Aree usne humko chhoda
Hai ye baat kehke
Ke tere jaise log to aate rehte hai
Male : {Saari raat rote rehte hai
Rulaate rehtein hai
Ho saari raat rote rehte hai
Rulaate rehte hain
Dhakke likhe hain karmo mein
So khaate rahte hai
Male : Na koi hasaane wala
Na nachaane wala humko
To khud ka haath pakadke
Khud ko nachate rehte hai
Male : Hum inte pagal ho gaye
Tere janeke baad
Ke bhujhe huye diyon ko
Bhujhate rahate hai
Are usne humko chhoda hai ye baat kehke
Ke tere jaise log jaani aate rehte hai} (Dialogue)