Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain Song Lyrics in Dil Diya Dard Liya – 1966 Film (1966)

Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain Song Lyrics

Singer : Asha Bhosle

Music by : Naushad Ali

Lyrics by : Shakeel Badayuni

Female : Haa aa aa aa
Dil haarne waale aur bhi hain
Sarkaar deewaane
Aur bhi hain ain

Female : Dil haarne waale aur bhi hain
Sarkaar deewaane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e- nazar
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain

Female : Ulfat ki ajab ye ae manzil hai
Aaa aa aa aa ab dekhiye
Kyaa kyaa kyaa
Hota hai ae ae ae

Female : Ummeed ke gunchhe khilte hain
Ummeed ke gunchhe khilte hain
Yaa khoon-e- tamanna
Haaa haaa aaa
Yaa khoon-e-tamanna hotaa hai

Female : Ho khair muhabbatwaalon ki ee ee
Ho khair muhabbatwaalon ki
Dushwaar zamaane aur bhi hain
Dil haarnewaale aur bhi hain
Sarkaar deewaane aur bhi hain

Female : Dil ne to chupaayee
Laakh magar
Seene mein qayaamat
Chhupp na saki ee ee ee

Female : Aankhon ne bharam sab khol diye
Wallah muhabbat chhupp na saki
Aankhon ne bharam sab haaaan haaa
Aankhon ne bharam sab khol diye
Wallah mohabbat chhupp na saki

Female : Sab dekhnewaale jaan gaye ae ae ae
Sab dekhnewaale jaan gaye
Kuchch dil ke fasaane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain

Female : Nazrein hon kissi par saaqi ki
Mehfil se koi mehroom utthe
Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin
Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin
Sunkar jisse duniyaa jhoom utthe

Female : Dil gaaye magar aaawaaz na ho
Aaa aaa aaa aaa
Dil gaaye magar aawaaz na ho
Kuchch aise taraane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain…

Scroll to Top