Singer : Lata Mangeshkar
Music by : Mohammed Zahur Khayyam
Lyrics by : Sahir Ludhianvi
Female : Kuch aur behak jau
Kuch aur behak jau
Tab mere karib aana
Khil jau mahak jau
Khil jau mahak jau
Tab mere karib aana
Kuch aur behak jau
Female : Kam kam hai abhi nasha
Kam kam hai abhi masti
Kam kam hai abhi nasha
Kam kam hai abhi masti
Female : Thodi si abhi pee
Thodi si abhi pee hai
Thodi si abhi li hai
Thodi si abhi li hai
Hasrat abhi baki hai
Tu aaj ka sathi hai
Pine de pilane de
Kuch rang piyane de…
Female : Kam kam hai kam
Kam hai abhi nasha
Kam kam hai abhi masti
Kuch aur behak jau
Kuch aur behak jau
Tab mere karib aana
Kuch aur behak jau
Female : Machle huye is dil ko
Kuchaur machalne de
Aisi jaldi aisi jaldi bhi hai
Kya garam hone de fiza
Rat dhalne de zara
Shok palne de zara
Dagmgane de kadam
Taiz hone de lagan
Female : Machle machle huye is dil ko
Kuch aur machalne de
Lehrau mahak jau
Lehrau mahak jau
Tab mere karib aana
Kuch aur behak jau…
Female : Rag rag me utarne de
Jajbaat ki garmi ko
Rag rag me utarne de
Jajbaat ki garmi ko
Dil aur dhakdne dil
Aur dhakdne de
Aag aur bhadkne de tab
Husn shwa hoga
Aalam hi juda hoga tab
Husn shwa hoga
Aalam hi juda hoga
Female : Rag rag me utarne de
Jajbaat ki garmi ko
Shola si dahak jau
Shola si dahak jau
Tab mere karib aana
Kuch aur behak jau
Kuch aur behak jau
Kuch aur behak jau
Tab mere karib aana
Kuch aur behak jau….