Singers : Nihal Tauro and Garima Yajnik
Music by : Himesh Reshammiya
Lyrics by : Himesh Reshammiya
Male : Kahin der na ho jaaye ruthne manane mein
Kat jaaye na zindgi pyaar jatane mein- Dialogue
Male : Meraa chaand mujhse door hai
Jaane kyun mazboor hai
Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyu majboor hai
Uske bagair mera dil choor choor hai
Female : Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyun majboor hai
Uske bagair mera dil choor choor hai
Male : Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyun majboor hai
Male : Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Use raat din pukare mera pyar
Male : Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyun majboor hai
Female : Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Use raat din pukare mera pyar
Female : Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyun majboor hai
Male : Kyun ho gaye yeh faasle
Kyun kho gayi manzil humari
Kyun uljhe yeh rishte
Kyun bikhri zindagi humari
Female : Kyun ho gaye yeh faasle
Kyun kho gayi manzil humari
Kyun uljhe yeh rishte
Kyun bikhri zindagi humari
Female : Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Use raat din pukare mera pyar
Female : Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyun majboor hai
Uske bagair mera dil choor choor hai
Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyun majboor hai
Female : Rab se dua mangu yahi
Woh samjhe mujhko kabhi
Beeta hua pal phir se kabhi
Aata nahi kehte sabhi
Male : Rab se dua mangu yahi
Woh samjhe mujhko kabhi
Beeta hua pal phir se kabhi
Aata nahi kehte sabhi
Male : Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Koyi ja ke samjhaaye use ek baar
Use raat din pukare mera pyar
Male : Meraa chaand mujhse door hai
Jaane kyun mazboor hai
Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyu majboor hai
Uske bagair mera dil choor choor hai
Mera chaand mujhse door hai
Jaane kyun majboor hai