Silvatein Song Lyrics in A Stranger by the Hill (2024)

Silvatein Song Lyrics

Singer : Joi Barua

Music by : Joi Barua and Ibson Lal Baruah

Lyrics by : Ibson Lal Baruah

Male : Silvatein badalon ki yoon gale
Niyatain chahaton ki safedi se dhule

Male : Kavita yahin kalma yahin man anpada
Kavita yahin kalma yahin man anpada

Male : Chaurahon pe sau rahein yoon bane
Main chala ya hum chale madhoshi tay kare

Male : Badhna sahi ya girna kahin kya parwah
Kavita yahin kalma yahin man anpada

Male : Ek nadi si ajnabi thi tairti khwahishein
Kuchh wajah thi is ghadi ki laut hi aayi re

Male : Kavita yahin kalma yahin man anpada
Kavita yahin kalma yahin man anpada

Male : Kavita yahin kalma yahin man anpada…

Scroll to Top