Sochna Kya Song Lyrics in White Hill Beats (2024)

Sochna Kya Song Lyrics

Singers : A Band Of Boys

Music Director : Meghdeep Bose

Lyricist : Pinky Poonawala

Male : Tere mere beech jo hai wo hai kya
Tu anjani khalish bhi tu hi hai qaraar
Tere mere beech jo hai wo hai kya
Tu anjani khalish bhi tu hi hai qaraar

Male : Ye teri zulfon ki kaali ghata
Inhe chhu lun main banke hawa
Aa beh jaye barse tu aja
Sochna kya?…

Male : Teri neendein uda dun
Tere khwaab saja dun
Aa tujhko main bata dun
Mere pyaar ki bekhudi

Male : Saanson ki garmi
Ye tapish ye narmi
Aa jaan le ab tu
Mere pyaar ki bekhudi

Male : Ye ishq ka nasha hai
Bewajah bepanah hai
Aa mehsoos kar ise tu
Kyun sharam kyun haya hai

Male : Aatish hai ye dhuan hai
Qayamat zalzala hai
Toofaan samajh ise tu
Bikharne mein hi to maza hi maza hai

Male : Jism ka har ek ruan
Mangta hai jo wafa
Main tujhe de du woh
Pyaasi ab dhadkan teri meri kyun ho…

Male : Tere hothon ki sulgi shama
Aa meri baahon mein aake bujha
Jalna hai to jal jayen
Sochna kya

Male : Teri neendein uda dun
Tere khwaab saja dun
Aa tujhko main bata dun
Mere pyaar ki bekhudi

Male : Saanson ki garmi
Ye tapish ye narmi
Aa jaan le ab tu
Mere pyaar ki bekhudi

Male : Teri neendein uda dun
Tere khwaab saja dun
Aa tujhko main bata dun
Mere pyaar ki bekhudi

Male : Saanson ki garmi
Ye tapish ye narmi
Aa jaan le ab tu
Mere pyaar ki bekhudi…

Scroll to Top