Teri Yaad Mein Song Lyrics in Sufiscore Album Songs (2024)

Teri Yaad Mein Song Lyrics

Teri Yaad Mein Song Lyrics is a track from Sufiscore Album – 2024, Starring Salman Ali and Swagata Das. This song was sung by Salman Ali, music composed by Salim-Sulaiman and lyrics written by Nirmika Singh.

Singer : Salman Ali

Music Director : Salim-Sulaiman

Lyricist : Nirmika Singh

Male : Kahin to hai humara aashiyana
Dhundhli si yaadon mein basa
Kahin to hai humara sunhera fasana
Tere mere khwaabon se saja

Male : Sapno si naazuk teri
Yaadein hain amaanat meri
Inko sambhaale kis tarah haai

Male : Teri yaad mein teri yaad mein haai
Teri yaad mein jee raha hoon is tarah
Teri yaad mein teri yaad mein
Yaad mein jee raha hoon is tarah

Male : Mere rom rom saans saans mein tu rawa
Ho mere dard dard ishq ishq ki tu wajah

Male : Phir laut ke tu kabhi aayegi ek din sanam
Tab tak jeeyenge teri yaadon mein hai yeh kasam
Bin yaar ke aur jiye kis tarah haai

Male : Teri yaad mein teri yaad mein haai
Teri yaad mein jee raha hoon is tarah
Teri yaad mein teri yaad mein
Yaad mein jee raha hoon is tarah

Male : Teri yaad mein….. teri yaad mein

Scroll to Top