Tum Bhul Gaye Song Lyrics in Zee Music Company (2024)

Tum Bhul Gaye Song Lyrics

Tum Bhul Gaye Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album – 2024, Starring Raj Barman. This song was sung by Raj Barman, music composed by Sushant-Shankar and lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar).

Singer : Raj Barman

Music Director : Sushant-Shankar

Lyricist : Rakesh Kumar (Kumaar)

Male : Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain
Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain
Lamha lamha milane ki lamha lamha milane ki
Fariyaad kar raha hain
Fariyaad kar raha hain

Male : Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain
Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain

Humming : ………

Male : Roj raat chhat pe baitha taara taara geenta hain
Taara taara geenta hain
Din mein raahon mein bhage jab aahat koi sunta hain
Aahat koi sunta hain
Roj raat chhat pe baitha taara taara geenta hain
Taara taara geenta hain
Din mein raahon mein bhage jab aahat koi sunta hain

Male : Yaad tera koi tujhe yaad tera koi tujhe
Tere baad kar raha hain
Tere baad kar raha hain
Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain
Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain

Male : Kab tak tere khwabon se aankhein milkar royegi
Aankhein milkar royegi
Neendein veendein bhool gayi hai na jaane kab soyegi
Na jaane kab soyegi
Kab tak tere khwabon se aankhein milkar royegi
Neendein veendein bhool gayi hai na jaane kab soyegi

Male : Zindagi koi tere liye
Zindagi koi tere liye barbaad kar raha hain
Barbaad kar raha hain
Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain
Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain
Lamha lamha milane ki lamha lamha milane ki
Fariyaad kar raha hain
Fariyaad kar raha hain

Male : Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain
Tum bhul gaye ho tumhe koi yaad kar raha hain…

Scroll to Top