Rangila Song Lyrics is a track from Angaaray Hindi Film – 1998, Starring Akshay Kumar, Nagarjuna, Pooja Bhatt, Sonali Bendre and Gulshan Grover. This song was sung by Anu Malik and Suneeta Rao, music composed by Anu Malik and lyrics written by Javed Akhtar.
Singers : Anu Malik and Suneeta Rao
Music Director : Anu Malik
Lyricist : Javed Akhtar
Dialogue : .……….
Female : Rangila main hoon rangili dil hai rangila
Sajgila main hoon sajgili dil hai sajila
Nashila main hoon nashili dil hai nashila
Haaa aa aa
Female : Rangila kar diya maine sara jaha
Sajgila ye badan jaise ho gulsita
Nashila tujhko dekha to hai ye shama
Rangila kar diya maine sara jaha
Female : Hotho pe hai laliya
Ji le mere do lab
Julfe hai kali meri
Aur hai sunhara badan
Female : Chhuo na hai mere tan mein bhari bijaliya
Sanse bhi hai jangalo mein jaise aandhiya
Chhuo na chhuo na chhuo na chhuo na
Meharaba
Humming : ……………
Male : Todke mera dil kar diya
Mushkil oo rangili..ee
Female : Hey mr give me more
Female : Duniya ke hai dohare riste
Gunje tarane mere
Jitne hai aashiq mere
Utne diwane mere
Female : Sharmila na main sharmili na mera dil sharmila
Nakhrila mai hi nakhrili dil hai nakhrila
zeharila main hoon zeharili dil hai zeharila
Female : Rangila koi afsana itna kaha
Sajgila ye jawani ka hai karwa
Nashila hai jo sun le meri dasta
Rangila koi afsana itna kaha
Humming : …………..
Male : ………………
Todke mera dil kar diya
Mushkil oo rangili…
Dialogue : ………………..she called herself Rangili..
Female : Check it out