Gourmet Shit Song Lyrics is a track from Kshama Hindi Album – 2024, Starring NA. This song was sung by Seedhe Maut and Raftaar, music composed by Siddhant Sharma and lyrics written by Abhijay Negi, Siddhant Sharma and Dilin Nair.
Singers : Seedhe Maut and Raftaar
Music Director : Siddhant Sharma
Lyricist : Abhijay Negi, Siddhant Sharma and Dilin Nair
Male : Day ‘n’ night
Male : Upar hai sarr ke thi chhat aur ye sarr pe tha haath
Lekin i had to give it up
Rehta tha poore time nashe mein
Jee raha tha music mai jee raha tha sutto par
The bachpan ke dost jo bulate the ghar ke naam se
But i had to give it up
Tha paas tab ye bag par hai chode hazaar
Aur ye sapne toh i had to give it up aur
Male : Sarr ke thi chhat aur ye sarr pe tha haath
Lekin i had to give it up
Rehta tha poore time nashe mein
Jee raha tha music mai jee raha tha sutto par
Ab bhi hai jyada kuchh badla nahi
Ab bhi hu nashe mein ab bhi hai wahi zakham
Alag hai kapde par alag ni lagta hai
Andar se wahi hu jo pehle tha
Badal gayi bhai ki jab kismat
Toh badal gaya laundo ka dhang baate karne ka aanh
Baawe mai maalik hu dhande ka
Seedhe maut aa gaye toh bikte nahi fanne khan aanh
Woh jaane kaun haathi hai kamre ka
Kam lage aata jab bill assi-nabbe ka aanh
Local ke ladke hai kaate hai jaane ki ghar kahan hai iss bande ka uh
Male : Upar hai sarr ke thi chhat aur ye sarr pe tha haath
Lekin i had to give it up
Rehta tha poore time nashe mein
Jee raha tha music mai jee raha tha sutto par
The bachpan ke dost jo bulate the ghar ke naam se
But i had to give it up
Tha paas tab ye bag par hai chode hazaar
Aur ye sapne toh i had to give it up up up
Male : Nahi chahiye wack log tryna kill my vibe
Phir aaya dm bad bitch kar rahi slide
Woh puchhi matter
Mai kehta delhi ka hu nai karta reply
Male : Yeah yeah yeah
Yeah anunnaki karle hara-kiri
Lekin haarega nahi sarr pe dhara giri
Todu kaala paani fuck yo’ aana-kaani
Dena chaahe haani seedha blade’in phiri
Male : Meri show fee bhi badh gayi hai sau feesadi
Jiski chhat nahi uska sapna jhopdi hi
Tabhi ghar leke maa meri ro padi thi
Ab hai ocb aushadhi ocd ki
Male : Maine seekha ke banda koi obc nahi
Bache shero ke chaale nahi lomdi ki
Ab ye vulgarity hai ya equality?
Ke woh bhosdika aur woh bhosdiki
Male : Tera ghar ki hai keemat ye do ghadi ki
Woh bas do ghadi judi thi dogli thi
Meri chaddi mein phoole mai mogli nahi
Uska internet punch jisne mockery ki kya?
Male : Inke jaise god mein paanch hai
Dna jaanchle kaafi kiye flush maine
Saare seedhe maut ke ghaat
Roz ki baat hai beej anaath hai
Scene samapt hai kheechein laatein
Sarr khapaate ghar mein jaake
Tabhi badhe jab chaate thar-tharate
Male : Inhe bhar ke khaate meethe saag ke saath hai
Bandar kya jaane ye gourmet swaad hai bitch
Male : Upar hai sarr ke thi chhat aur ye sarr pe tha haath
Lekin i had to give it up
Rehta tha poore time nashe mein
Jee raha tha music mai jee raha tha sutto par
The bachpan ke dost jo bulate the ghar ke naam se
But i had to give it up
Tha paas tab ye bag par hai chode hazaar
Aur ye sapne toh i had to give it up up up
Male : Nahi chahiye wack log tryna kill my vibe
Phir aaya dm bad bitch kar rahi slide
Woh puchhi matter
Mai kehta delhi ka hu nai karta reply
Male : Jab se taaza khabre chhap gayi
Tabse scene mein mach gayi afra-tafri
Jabse teen rajaon ki peeth pe khanjar chal gaye
Calm aur double r double e
Balako hum pe chhoori ni chalti haan
Male : Beta khaal hai fauladi ek baap ki aulaad hi
Switch side kare naa ji
Naa kare podcast leke fraud past
All that jazz you know i mean haan
Chahiye maut paas pahucho hauz khas
Cypher gods ka
Male : Maange pyaasa hai apni
Aaj ka pyaasa kal ka hai bhookha
Khud ka naa hone de use haan
Dil hai naa tera koi kuan
Raftaar bhai ne ek baat kahi
“Saanpo ko naa hi doodh dena hai naa dahi”
Fann failaaye naari ye kaat gayi
Sheh de jaha pe de unhe maat wahi aanh
Male : Bolu mai urdu aur sanskrit
Gale pe lagti saraswati kanthit
Aanthvaan ajooba ye wonder hai varnit
Ye naape farak inhe nahi aati hai itni garnit
Mai summit mein baitha hu i love it
Aur sabhi pe lagu mai jaankari janhit
Aur waqt hai sikhata ki rehna nai sthaghit
Aur lakshya pe rakhta nishaana hai sateek
Male : Woah waqt likhe teri taqdeer
Uska mann kiya toh raja uska mann toh fakeer
Yaani samay ka rahega raaj yaha pe
Chaahe kanyakumari ho yaa phir yaa ho
Tera bhai
Male : Upar hai sarr ke thi chhat aur ye sarr pe tha haath
Lekin i had to give it up
Rehta tha poore time nashe mein
Jee raha tha music mai jee raha tha sutto par
The bachpan ke dost jo bulate the ghar ke naam se
But i had to give it up
Tha paas tab ye bag par hai chode hazaar
Aur ye sapne toh i had to give it up up up…