Tum Song Lyrics is a track from Asim Azhar Hindi Album – 2025, Starring Ahad Khan and Usama Ali. This song was sung by Ahad Khan and Usama Ali, music composed by Raffey Anwar and lyrics written by Ahad Khan, Asim Azhar and Usama Ali.
Singers : Ahad Khan and Usama Ali
Music Director : Raffey Anwar
Lyricist : Ahad Khan, Asim Azhar and Usama Ali
Male : Ghamzada hua thaa dil zara
Zara zara sa
Kar ke gham hi dil mein bhar gaya
Male : Dard zakham aur lahu mera
Jo kaagazon pe
Likha to ek naghma ban gaya
Male : Dil ki saari baatein ankahi
Kahin kahin pe
Keh doon ya main likh doon phir kahin
Male : Aaj fir se vahi hua
Ke gussa mera fir se
Pyar mein badal gaya
Male : Tum… ke jaan e jaan
Tum jaan lo
Tum jaan ho meri
Tum… ke khushiyan kya
Tum khushiyon ka maan ho meri
Male : Tum ek ehsaan ho …tum
Male : Tum kho gaye ho kahaan par gum
Jaise dhoop mein sardi ki dhoondh
Kabhi pyar ke dhaagon ko bun
Kabhi main kabhi tum
Male : Kabhi dil ki zara si to sun
Kabhi apno mein mujhko bhi chun
Kabhi aasmaan mein koi gumm
Male : Kabhi main kabhi sab kuch haar diya
Par tumne thoda pyaar diya hai jaana
Dil ko naraaz kiya
Ab thoda pyar bhi dedo piya re
Male : Piya re o piya re
Hum jaan tujhi par waare
Piya re o piya re
Both : Ab pyaar bhi dedo piya re
Male : O piya re o piya re
O piya re o piya re
Male : Ghamzada hi rehta hoon zara
Jab likhoon dil ke kaagazon pe tabsira tera
Phool jaisi yaade hain teri
Aur khushboo teri aaj bhi hai mujhme yun sadaa
Male : Aankhein ye tumhari
Keh deti hain saari
Baatein yun na kar sake jaana
Male : Teri galtiyan bhi
Lagti mujhko pyari
Kaise gussa hum karein jaana
Male : Dil dukhata par ye tera bachpana
Soch ke jo maine maaf kar diya
Aur kitna sahoon kaise tumko kahu
Sari galti hai meri kyun ke
Male : Tum… ke jaan-e-jaan
Tum jaan lo
Tum jaan ho meri
Tum …..ke khushiyan kya
Tum khushiyon ka maan ho meri
Male : Tum ek ehsaas ho ….tum
Male : Tum dil gaata hai teri dhun
Male : Kabhi rota hua wo jo sun
Male : Aaj phir huye yaadon mein ghum
Male : Kabhi main kabhi tum