Janm Bhumi Pe Jaan Lutate Hai Song Lyrics in Agnipankh

Janm Bhumi Pe Jaan Lutate Hai Song Lyrics

Singer : Kavita Krishnamurthy

Music by : Pritam Chakraborty

Female : Janm bhoomi pe
Jaan lutate hai
Sarhado pe jo
Hans ke jate hai

Female : Kitni paawan ye
Deshbhakti hai
Inka sahas hi
Apni shakti hai

Female : Prabhu jeevan pe tum
Apni kirpa karo
Sare sankhat ko
Pal me harlo

Female : Janm bhoomi pe
Jaan lutate hai
Sarhado pe jo
Hans ke jate hai

Female : Kitni paawan ye
Deshbhakti hai
Inka sahas hi
Apni shakti hai

Female : Prabhu jeevan pe tum
Apni kirpa karo
Sare sankhat ko
Pal me harlo..

Female : Mushkilo ki ghadi
Samne hai khadi
Har mushkil se unko bachana

Female : Rah bhatke na wo
Kahi atke na wo
Rah unko prabhu ji dikhana

Female : Man me sabke
Yahi aasha hai
Dur hogi wo jo nirasha hai
Sare bandan to
Todh aaye wo
Apni manzil ko
Pa hi jaye wo

Female : Parbhu jeevan pe tum
Apni kirpa karo
Sare sankhat ko
Pal me harlo..

Female : Tu bhagwan hai
Tu na anjaan hai
Har pal ka tujhe ghayan daata
Kamana hai yahi
Archana hai yahi
Bas raksha tu karna vidhata

Female : Rah mushkil hai
Dur manzil hai
Tu hi kasti hai
Tu hi sahil hai
Aasra tera
Agar mil jaye
Gir gir ke bhi
Wo sambhal jaye

Female : Prabhu jeevan pe tu
Apni kirpa karo
Sare sankhat ko
Pal me harlo

Female : Janm bhoomi pe
Jaan lutate hai
Sarhado pe jo
Hans ke jate hai

Female : Kitni paawan ye
Deshbhakti hai
Inka sahas hi
Apni shakti hai

Female : Prabhu jeevan pe tum
Apni kirpa karo
Sare sankhat ko
Pal me harlo
Sare sankhat ko
Pal me harlo
Sare sankhat ko
Pal me harlo..

Scroll to Top