Singers : Daler Mehndi, Rakesh Pandit, Sabir Khan and Dominique
Music by : Vishal Bharadwaj
Male : Tu mere rubaru hai
Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Chorus : Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Male : Yeh jamin hai muhabbat ki
Yaha mana hai khata karana
Sirf sajade mein girana hai
Aur adab se duwa karana
Chorus : Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Male : Tu mere rubaru hai
Male : Tu mere rubaru hai
Meri aankhon ki ibaadat hai
Bas itani ijaajat de
Kadamon pe jabi rakh du
Chorus : Bas itani ijaajat de
Kadamon pe jabi rakh du
Male : Hoo…phir sar na uthe mera
Yeh jaan bhi wahin rakh du
Ik baar toh deedaar de
Mere saamane reh ke bhi tu
Ojhal hai tu boshida hai
Mere haal se haabida hai
Male : Bas itani ijaajat de
Kadamon pe jabi rakh du
Phir sar na uthe mera
Yeh jaan bhi wahin rakh du
Chorus : Rubaru piya khubaru piya – (6)
Male : Ek maasum si dil ki tajjabij hai
Ishq mein jaan de de badi cheej hai
Deewaana bana apana
Deewaanagi yuun bhi hai
Chorus : Deewaana bana apana
Deewaanagi yuun bhi hai
Male : Pairon mein padi gardish
Aur sar mein junun bhi hai
Chorus : Iss baar toh deedaar de
Iss baar toh deedaar de
Male & Chorus : Jaan saunp de.. jaan waar de..
Iss baar toh deedaar de
Yeh tu nahi yeh jindagi
Kuchh bhi nahi… kuchh bhi nahi
Yeh bandagi kuchh bhi nahi
Kuchh bhi nahi… kuchh bhi nahi
Yeh jindagi kuchh bhi nahi,
Yeh bandagi kuchh bhi nahi
Yeh bandagi kuchh bhi nahi
Kuchh bhi nahi… kuchh bhi nahi
Male & Chorus : {Yeh bandagi…
Kuchh bhi nahi…
Yeh bandagi
Kuchh bhi nahi…
Yeh bandagi
Kuchh bhi nahi… kuchh bhi nahi} (2)
Male : Deewaana bana apana deewaanagi yuun bhi hai
Pairon mein padi gardish aur sar mein junun bhi hai
Chorus : Tu mere rubaru hai…
Meri aankhon ki ibaadat hai
Tu mere rubaru hai