Music By : Anand-Milind
Singers : Mohammad Aziz, Alka Yagnik, Vinod Rathod
Female : Ahh ha ha ha
Male : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge
Female : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge
Male : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Female : Kabhi aankho ka pani likhenge
Male : Sur taje na taje gungunate rahe
Dard me bhi sada muskarate rahje
Female : Ek duje ki baho me baithe rahe
Sat phero ki rasme nibhate rahe
Male : Umar ke is hansi dor ko hum
Waqt ki maharbani likhenge
Female : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Female : Rat dhal jayegi din gujar jayenge
Apni palko me sapne sawar jayenge
Male : Khushabu sanso me aa ke sama jayegi
Phul chahat ke harsu bikhar jayenge
Female : Dil ke mahake huye gulsita pe
Dhadkano ki rawani likhenge
Male : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Male : Ab kisi mod par bhi na bichhadege hum
Female : Bant lenge jo aayega koi bhi gam
Male : Aaj se aur abhi se ye wada raha
Jaan deke nibhayenge apni kasam
Male : Humne socha hai ab naam tere
Apni ye zindagani likhenge
Female : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Male : Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge
Female : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Male : Kabhi khushiyon ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge.
Female : Ahh ha ha ha
Male : Oh ho ho