Singer : Javed Ali
Music by : A. R. Rahman
Male : Kehne ko jashan e bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Kehne ko jashan e bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai
Gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki
Chilman mein
Male : Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi
khoyi si baatein hain
Male : Oo ho Kehne ko jashan e bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai
Gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki
Chilman mein
Male : Kaise kahen kya hai sitam
Sochte hai abb yeh hum
Koi kaise kahen woh hai
Ya nahi humare
Male : Karte to hai saath safar
Fasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi
Dariya ke do kinare
Male : Pass hain phir bhi paas nahi
Hum ko yeh gum raas nahi
Seeshe ki ek diware hai
Jaise darmiyan
Male : Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi
Khoyi si baatein hain
Male : Oo ho Kehne ko jashan e bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai
Gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki
Chilman mein
Male : Humne jo tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Yeh dastan humen
Vaqt ne kaise sunai
Male : Hum jo agar hai gumgin
Woh bhi udhar khush to nahi
Mulakato mein jaise
Ghul si gai tanhai
Male : Milke bhi hum milte nahi
Khilke bhi gul khilte nahi
Aankhon mein hai baharein
Dil mein khilza
Male : Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi
Khoyi si baatein hain
Male : O hoo kehne ko jashan e bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai
Gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki
Chilman mein