Singer : Vishal Dadlani
Music by : Ajay -Atul
Male : Teri zindagi ko zindagi banaane aaya paisa
Berangi duniya ko rangeen banaane aaya paisa
Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa
Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisa
Male : Bin tere bhi jeene ka aaya hai
Jo chaha tha tune wo paaya hai
Sab paison ki leela hai maaya hai
Patjhar ka bhi mausham la de shavan jaisa
Male : Teri zindagi ko zindagi banaane aaya paisa
Berangi duniya ko rangeen banaane aaya paisa
Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa
Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisa
Male : Jo tere shauk hai shauk se aaj poore karle sabhi
Baaki na reh jaaye kuch kasar
Aage ka tera lamba hai safar
Yahan se nahi dekhega tu piche mud ke kabhi
Male : Jo kabhi bin padhe faad ke fenkta tha arzi teri
Jamaana badla hai woh brother
Karega aab se teri kadar
Poori na sahi aadhi toh manega marzi teri
Male : Ghum tere tu piche chhod aaya hai
Aur mushkurana tujhe aaya hai
Sab paiso ki leela hai maaya hai
12 ko bhi dekho laage 52 jaisa
Male : Tere jivan ke chakke ghumaane aaya paisa
Teri bekari ke chhakke chudane aaya paisa
Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa
Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisa…