Aa Bhi Jaa Song Lyrics in Do Aur Do Pyaar (2024)

Aa Bhi Jaa Song Lyrics

Singer : When Chai Met Toast

Music by : When Chai Met Toast

Lyrics by : Ankur Tewari

Male : Khwabon mein socha hai jo
Bhi vo bata tu hai kaha tu
Lekar apni chahate
Main hoon yaha pe hai kaha tu…

Male : Na sata aa bhi jaa bas ek dafa
In baaho mein sama bhi ja
Hai kaha tu yeh bata
Tere liye hoon main yahan

Male : Khwabon mein socha hai jo
Bhi vo bata tu hai kaha tu

Male : Tere intezaar mein hai jaagi raate
Hai kaha tu
Khamoshi mein hain chipi
Kuchh dil ki baate hai kaha tu

Male : Na sata aa bhi jaa bas ek dafa
In baaho mein sama bhi ja
Hai kaha tu yeh bata
Tere liye hoon main yahan

Male : Khwabon mein socha hai jo
Bhi vo bata tu hai kaha tu
Lekar apni chahate
Main hoon yaha pe hai kaha tu…

Scroll to Top