Aasman Rootha Song Lyrics in Panchayat (2024)

Aasman Rootha Song Lyrics

Singer : Swanand Kirkire

Music by : Anurag Saikia

Lyrics by : Juno

Male : Aasman rootha ik sitare ko mila na aashiya
Dhoop ne loota nanhe se ik gulsitaan ko saathiyaa

Male : Sisak rahi hain baarisen
Aur jameen hai dhool teri shaakhon pe
Ik khaab hai toota kahin to aankhon mein
Main jodta hoon kaanchh bikhre raahon mein

Male : Khaamoshiyaan jo dil ko mere sehmaati hain
Wo dil se keh jaati hain toogaan to aakar chal diye
Siharan baaki hai jo man mein reh jaati hai
Aangan ke sapno se chote se qadamon se
Roothi hai udaan teri aaj tere paankhon se

Male : Ik khhab hai toota kahin to aankhon mein

Scroll to Top