Ae Kaash Song Lyrics in Salim Sulaiman Album Songs (2024)

Ae Kaash Song Lyrics

Singer : Salman Ali

Music by : Salim-Sulaiman

Lyrics by : Shraddha Pandit

Male : Dil ijaazat maang ke ishq nahin karta
Barbaadi ka tamasha dekhna iski puraani aadat hai

Male : Ae kaash pehle tujhe thoda toh samjha hota
Tere har iraade ko bhi pehle se parkha hota
Teri bewafai pe phir yun na tadap ke rota
Ae kaash pehle tujhe thoda toh samjha hota

Male : Mausam ki tarah hi badlogi aise tum
Ek pal bhi socha nahi tha
Aankhon mein teri kyun maine padha nahi
Kya tha galat kya sahi tha

Male : Is tarah toota hun main
Ke mushkil hai simatna

Male : Tere ishq mein na hote toh kitna behtar hota
Mujhko khuda ne baksha koi aisa rahbar hota
Teri bewafaai pe phir yun na tadap ke rota
Ae kaash pehle tujhe thoda toh samjha hota…

Scroll to Top