Singer : Altaf Raja
Music by : Payal Dev
Lyrics by : Kunaal Vermaa
Dialogue : Aapka dil toota
Aur hum chale aaye
Imaan se
Male : Dil agar todna tha hamara
Aake bas ek dafa bol jaate
Kar bhi dete zara sa ishaara
Apne hathon se hum tod jaate
Male : Bewafai koi tujhse sikhe
Tum nahi ban sakoge kisi ke
Ab wafayein meri ro rahi hain
Jo nibhaani thi humko tumhi se
Chorus : Denge dua phir bhi yahi
Tujhsa na tujhko mile
Male : Ae sanamm pyar
Ae sanamm pyar
Ae sanam pyar mein
Muskuraake
Hum tera haath
Khud chod jaate
Male : Dil agar todna tha hamara
Aake bas ek dafa bol jaate
Dialogue : Tujhme ab wo baat nahi
Jo hua karti thi
Tujhme ab wo baat nahi
Jo hua karti thi
Meri khamiyaan bhi jab
Tere dil ko chuaa karti thi
Dialogue : Jab se hua hai hadson ka
Karam mujh par
Jab se hua hai hadson ka
Karam mujh par
Woh din gaye
Jab tu mere liye duaa karti thi
Male : Humne poshaak bhi
Badli hongi nahi
Tune jitne mohabbat mein
Badle hain dil
Male : Teri raatein kisi aur
Ki baahon mein
Aur kisi ke sirhane pe
Dhalte hain din
Chorus : Dhalte hain din
Dhalte hain din
Male : Teri fitrat mein
Teri fitrat mein
O teri fitrat mein jab
Dil lagi thi
Shaam na saath
Mere bitaate
Chorus : Dil agar todna tha hamara
Aake bas ek dafa bol jaate
Dialogue : Dheere dheere aalam
Jab ye gehra hoga
Dheere dheere aalam
Jab ye gehra hoga
Tujhe main yaad aaunga
Jab andhera hoga
Dialogue : Nahi hai mera naam
Teri mehndi mein shariq toh kya
Nahi hai mera naam
Teri mehndi mein shariq toh kya
Kal mere bhi sar par
Kisi aur ka sehra hoga