Singers : Lydian Nadaswaram, R. S. Rakthaksh and Idhazhiga
Music by : Drums Shivamani
Lyrics by : Shiv Hare and Runaa Rizvii Shivamani
Female : Kancha goli gilli danda
Taapu or pakdam pakadai
Kancha goli gilli danda
Taapu or pakdam pakadai
Female : Bachpan ke vo saare khel
Abhi se humne chhode bhai
Male : Tin ka dabba peet peet kar
Tin ka dabba peet peet kar
Ek nayi si dhun hai banai
Male : Geet likhega kon batao
Humko to na aati likhai
Dialogue : ……………..
Female : Atkan chatkan
Female : Atkan chatkan dahi chatokan
Sabse pahale kehta bachpan
Na hai bangla na hai gaadi
Phir bhi dil ke raja hain hum
All : Atkan chatkan dahi chatokan
Sabse phale kehta bachpan
Na hai bangla na hai gaddi
Phir bhi dil ke raja hain hum
All : Banjare hai hum saare
Ambar ke jaise sitare
A B C aati nahi
Sun le babu tu sitti
…………………………….
All : Kattu.. mithi.. madhav.. chhotan
Badi tez hai apni paltan
………………………….
Male : Raja gaya dilli
Dilli se laya billi
Billi ne mara panja
Raja hua ganja
All : Kadam bhale chhote hai
Tez apani raftaar hai
Udan khatola nahi hai lekin
Sapno ki bharmar hai
Female : Koi aake bhi puche
Humari bhi wish
Main to keh dungi usko dila do wo dish
Dhish.. dhish.. dhish
Dialogue : …………..
All : Akkad bakkad bambe bo
80 90 pure 100
100 se nikala dhaga
Chor nikal ke bhaga
All : Kadam bhale chhote hai
Tez apani raftaar hai
Udan khatola nahi hai lekin
Sapno ki baramar hai
All : Hanji karenge karenge sab wah wah ji
Sun lenge jis din jis din apni kahani
Female : Mutthi mein band karke
Zindagi se lad jhagad ke
All : Pure karlenge armano ko
All : Atkan chatkan dahi chatokan
Sabse pehle kehta bachpan
Na hai bangla na hai gaadi
Phir bhi dil ke raja hain hum
All : Banjare hain hum sare
Umbar ke jaise sitare
A, B, C aati nahi
Sun le babu tu sitti