Aye Zindagi Song Lyrics in Chalti Rahe Zindagi (2024)

Aye Zindagi Song Lyrics

Singers : Hariharan and Orunima Bhattacharya

Music by : Sajjad Ali Chandwani

Lyrics by : Shakir Khan

Male : Aye zindagi tu bas itna mujhe bata
Jaane anjaane mein koi kya mujhse khata
Female : Mera humsafar mera humsafar
Kyu kho gaya ye kya ho gaya ye kyu ho gaya

Male : Didaar har ek pal aane wala kal
Ik hi pal mein kaise gaya badal
Darmiyaan faasla darmiyaan faasla
Kyu ho gaya ye kya ho gaya ye kyu ho gaya

Female : Aye zindgi tu bas itna mujhe bata
Male : Aye zindgi tu bas itna mujhe bata…

Scroll to Top