Baarish Ki Boondein Song Lyrics in Salim Sulaiman Album Songs (2024)

Baarish Ki Boondein Song Lyrics

Singer : Aryan Sharma

Music by : Maanaav Podaar

Lyrics by : Maanaav Podaar

Male : Baarish ki boondein baras rahi hai
Yeh aankhein tujhko taras rahi hai
Baarish ki boondein baras rahi hai
Yeh aankhein tujhko taras rahi hai

Male : Yaadein humari kyun bhoj si ban gayi
Lamhein jo beetein kyun yaad aane lagi

Male : Baarish ki boondein baras rahi hai
Yeh aankhein tujhko taras rahi hai
Baarish ki boondein baras rahi hai
Yeh aankhein tujhko taras rahi hai

Humming : …………….

Male : Sab kuch hai bikhra
Kuch bhi nahin dikh raha
Kaise kahoon main tujhko alvida
Sab kuch hai bikhra
Kuch bhi nahin dikh raha
Kaise kahoon main tujhko alvida

Male : Yaadein humari kyun bojh si ban gayi
Lamhein jo beetein kyun yaad aane lagi

Male : Baarish ki boondein baras rahi hai
Yeh aankhein tujhko taras rahi hai
Baarish ki boondein baras rahi hai
Yeh aankhein tujhko taras rahi hai

Scroll to Top