Banda Song Lyrics in Sam Bahadur (2023)

Banda Song Lyrics

Singer : Shankar Mahadevan

Music by : Shankar-Ehsaan-Loy

Lyrics by : Gulzar

Male : Na rukta hai na murhta hai
Bas chalta rehta hai

Male : Na sunta hai na kehta hai
Bas karta rehta hai

Male : Poochega itihaas kabhi
Kya banda hai yeh

Male and Chorus : Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh

Male : Meetha mila koi kadwa mila lamha
Lamha woh sab jee gaya
Chorus : Bekhauf bedaag fauji jaise
Vardi pe watan see gaya
Male : Ho dhoondega waqt isse
Gazab ka banda hai…

Male and Chorus : Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh

Chorus : Banda sab ka banda
Male : Rabb ka banda hai yeh
Chorus : Banda sab ka banda
Male : Sab ka banda hai yeh

Male and Chorus : Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh
Rabb ka banda hai yeh
Sab ka banda hai yeh

Scroll to Top