Banjare Song Lyrics in Saregama Music (2024)

Banjare Song Lyrics

Singer : Arjun Tanwar

Music by : Abhijit Vaghani

Lyrics by : Bhrigu Parashar

Male : Meri baaton mein teri baat hi
Baaton baaton mein har baari aati jaaye
Mere haathon mein tera haath hai
Phir kabhi haath mere tu na aaye

Male : Meri baaton mein teri baat hi
Baaton baaton mein har baari aati jaaye
Mere haathon mein tera haath hai
Phir bhi kabhi haath mere tu na aaye

Male : Din naya raat nayi teri wahi ada
Main mar mita ab main kahin ka na raha
Phir na jaane kyun

Male : Din naya raat nayi teri wahi ada
Behara hai dil par gam nahin
Jo chalte hum dono banke
Aawaare fizaon mein lo banjaare har raahon mein
Hum nigahein nigaahon mein

Male : Chahe din naya raaten nayi phir chal de
Hum dono banke
Aawaare fizaon mein lo banjaare har raahon mein
Hum nigahein nigaahon mein
Chahe din naya raate nayi
Phir chalte hum dono ban ke awaare fizaon mein
Do banjare har raahon mein

Male : Hum nigahein nigaahon mein
Chahe din naya ha raaten nayi phir
Chalte hum dono banke aawaare

Male : Mauka hai mausam hai hum hai yahaan
Ji bhar ke aa tu bhi jeele jara
Padhati hai aankhen ye chehra tera
Ab baaton se iss pal ka tu na gawah

Male : Aaye din naya raaten nayi teri wahi ada
Behara hai dil par gam nahin
Jo chalte hum dono banke
Aawaare fizaon mein lo banjaare har raahon mein
Hum nigahein nigaahon mein
Chahe din naya raate nayi
Phir chalte hum dono ban ke
Aawaare aawaare aawaare aawaare banjare…

Scroll to Top