Singers : Afsana Khan and Raftaar
Music by : Salim – Sulaiman
Lyrics by : Raftaar
Female : Barbaad huye.. barbaad huye
Barbaad huye.. barbaad huye
Female : Ni ajj saari raat ni sona
Ni ajj saari raat ni sona
Ve ajj teri baat huyi
Female : Ni maitho sahi jaaniya judaiyan
Haye rab kehdi karda khudaiyan
Ni ankhon barsaat huyi
Female : Ho jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Female : Ho jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Female : Barbaad huyi.. barbaad huyi
Barbaad huyi.. barbaad huyi
Male : Raftaar.. yeah
Male : Kisse teri baat chali kya pata
Jisse bhi baat chali laapata
Isse na usse ab matlab hai tujhse
Aur tujhse bhi pucha to
Tujhko bhi na pata, kya pata
Male : Kab se chhupaye tune raaz tere
Aas, paas mein kaun jyada khaas tere
Ek awaaj pe aane waale kitne hai
Kitne jo tere liye saans lere
Male : Matlab ki duniya mein
Gham mein bhi ghumnami
Kya ye bhi theek hai, theek hai
Lekha hai.. jokha hai.. kismat ka
Ya kismat se milti bheekh hai
Male : Theek hai.. theek hai
Yeh bhi to seekh hai
Dil thoda wеak hai
Buddhi sateek hai
Male : Dil ke kareeb
Naseeb se aati hai khushiyan
Aur khushiyan ameero ki
Tabhi to sabse gareeb main
Male : Sabsе naaraj main
Wajah hai dard ki door
Seene ka dard hai paas mein
Kabhi na kaha ke tera hi saara kasoor
Male : Mujhko na aana tu yaad
Main rahun azaad to rahun abaad
Main par tere saath mein
Barbaad main
Female : Jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Female : Ho jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Female : Barbaad huyi.. barbaad huyi
Barbaad huyi.. barbaad huyi
Male : Dil tod mera deke mere haath chali
Utna kaafi na tha jitna bhi tu saath chali
Teri yaadon mein deewane ki hai raat chali
Kitne kisse tere kisse teri baat chali
Female : Jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Female : Barbaad huyi.. barbaad huyi
Barbaad huyi.. barbaad huyi
Barbaad huyi