Singers : Mame Khan, Suchismita Das, Akhtar Chinnal and Shankar Mahadevan
Music by : Shankar-Ehsaan-Loy
Male : Arre dola aa..
Arre aasmaan par udde chakora
Female : Ude chakora ude chakora aa..
Male : Arre aasmaan par udde chakora.
Chand pakad ne jaave jaave jaave
Ishq udde jab tez dhaar pe
Dono pankh katave katave katave
Female : Aasmaan par ude chakora
Chand pakadne jaave
Ishq ude jab tez dhaar pe
Dono pankh katave
Male : Baki jale apni agni mein
Uss par chale patanga dola
Chorus : {Lipat lipat jal gayo re dola} (4)
Both : {Lipat lipat jal gayo re dola
Lipat lipat} (3)
Male : Lipat lipat jal gayo re dola
Male : Ishq ke ghar toh sab milta hai
Bin dekhe ka rabb milta hai
Rabb milta hai
Female : Sab milta hai duniya bhar ko
Aashiq ko sab kab milta hai
Both : Rajkumari thi wo lekin
Rajkumar nahi tha nahi tha nahi tha
Lohar gali mein ishq tale
Isko lohar nahi tha nahi tha nahi tha
Male : Baki jale apni agni mein
Both : Uss par chale patanga dola
Chorus : {Lipat lipat lipat lipat
Lipat lipat jal gayo re dola} (4)
Both : {Lipat lipat jal gayo re dola
Lipat lipat} (3)
Male : Lipat lipat jal gayo re dola