Chor Bazari Phir Se Song Lyrics in Bhool Chuk Maaf

Chor Bazari Phir Se Song Lyrics

Chor Bazari Phir Se Song Lyrics is a track from Bhool Chuk Maaf Hindi Film – 2025, Starring Wamiqa Gabbi, Rajkummar Rao and Sanjay Mishra. This song was sung by Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan and Tanishk Bagchi. Music was composed by Tanishk Bagchi and Pritam Chakraborty and lyrics work penned by Irshad Kamil.

Singers : Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan and Tanishk Bagchi

Music Director : Tanishk Bagchi and Pritam Chakraborty

Lyricist : Irshad Kamil

Male : Chor bazari do naino ki pehle thi aadat jo hat gayi
Pyar ki jo teri meri umra aayi thi wo katt gayi
Female : Tu bhi tu hai main bhi main hoon duniya sari dekh ulat gayi
Tu na jaane main na janun kaise sari baat palat gayi
Male : Ghatni hi thi ye bhi ghatana ghatate ghatate lo ye ghat gayi
Haan chor bazari do naino ki pehle thi aadat jo hat gayi

Male : Jhoomariya jhoomariya manwa ban baagi sa
Jhoomariya jhoomariya tanwa bedaagi
Man mera dhad dhad dhad dhadkaye
Koi na phir sar sar sar chadh jaaye
Kasam se baazi haath na apne aaye
Nain agar lad jaayein

Male : Taarif teri karna haan tuje khone se darana
Haan bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa marna
Taarif teri karna haan tuje khone se darana
Haan bhool gaya ab tujh pe din mein chaar dafa marna

Female : Pyar khumari utari sari baton ki badali bhi chatt gayi
Hamse naate yaha se mujhko toh mein hi dat gayi
Male : Ek hue the do se donon donon ki ab raahein bant gayi

Male : Haan chor bazari do naino ki pehle thi aadat jo hat gayi
Haan chor bazari do naino ki pehle thi aadat jo hat gayi
Female : Ek unt mein duniyadari ki mein sari samaj nigal gayi

Scroll to Top