Dil Behkaaye Song Lyrics is a track from Saregama Music Hindi Album- 2025, Starring Maahi, Paradox and Akaisha Vats. This song was sung by Maahi and Paradox. Music was composed by Rutvik Talashilkar and lyrics work penned by Maahi and Paradox.
Singers : Maahi and Paradox
Music Director : Rutvik Talashilkar
Lyricist : Maahi and Paradox
Male : Dekh le jo ik pal tujhko
Dil toh mann hi mann mein khush
Ho jaye ho jaye
Ishq ki khushbu lagti tu
Tere aane se mausam muskaye muskaaye
Male : Tere sang saara yeh sheher
Aata kitna alag nazar
Wo hi raahein hai nazaarein hai
Par lagte zyada haseen
Male : Tere sang sara ye saher
Aata kitna alag hai nazar
Tere aage dil meri bhi sunta nahi
Male : Dil behkaaye haan dil behkaaye
Dil behkaaye tu dil behkaaye
Male : Ye jo dil hai
Behka diya tune milke
Baaton me teri fisal gaye
Duniya se kehta raha
Is dil me bas tera hi chehra raha
Male : Ye jo dil hai
Aa gaya hai tere til pe
Tu thehri reh hum bhi nahi hilte
Main baitha raha
Tu kehti rahi main sunta raha
Male : Bas kehti reh kehti reh jaane ki baat na kar
Main geer jaaun na tanhaayi me tu haanth pakad
Tere liye hain banjaare teri baahon me hi ghar
Lage alag sa bada jo na ho tu saath agar
Male : Tere bin saara ye sheher
Aata kitna alag hai nazar
Mujhko lagta hai lagta hai
Main hun hissa tera
Male : Tere bin saara ye sheher
Aata kitna alag hai nazar
Tere jaate hi jaate dil
Nahi lagta mera
Male : Dil behkaaye haan dil behkaye
Dil behkaaye tu dil behkaye
Male : Dil behkaaye haan dil behkaaye
Dil behkaaye tu dil behkaaye
Male : Dil behkaaye .. dil behkaaye
Dil behkaaye haan dil behkaaye