Singers : Akriti Kakkar, Suraj Jagan and Anushka Manchanda
Music by : Shankar- Ehsaan-Loy
Female : Mujhe nahi pata main kya gaaungi
Ulte seedhay lafzon se banaungi
Mann mein jo aaye keh jaaungi
Chalo hato pare naacho dil khol ke let’s rock
Boloji let’s rock
O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Somde somde jailhouse rock
Female : Mujhe nahi pata main kya gaaungi
Ulte seedhay lafzon se banaungi
Mann mein jo aaye keh jaaungi
Chalo hato pare naacho dil khol ke let’s rock
Helloji let’s rock
O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Somde somde jailhouse rock
Female : Darr kis baat ka raat jo hui
Roshan zindagi taaron se hui
Zindagi ke pyaare lamhon aane waale saare palon
Se main toh khul ke yun mil jaungi
Teri baat mein dum toh hai bada
Khushiyon ka samaa gumm se hai bada
Jo bhi karo aaj karo khwaab poore aaj karo
Yahan kal kisne dekha hai ji
Male : Mujhe nahi pata main kya gaaunga
Teri baaton ko hi dauhraunga
Iss se achcha ab kya gaunga
Tune bhi kya baatein kahi hass bol ke
Let’s rock yo mamma let’s rock
O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Somde somde jailhouse rock
Female : O jaan ruko.. zara
Suno.. zara
O meri jaan-e jaana
Maine maana
Mera aana bhi suhana
Sama sama hai deewana
Female : O pehlu yeh naya
Dil ko bhi nahi
Tumne ghaur se dekha hi nahi
Gungunana aata nahi taal se milaata nahi
Phir bhi dil se main to jhoomungi
Male : Wah kya shaam hai
Khushiyon se saji
Dono haath se taali jo baji
Haan tere sang naachungi main
Female : Haan tere sang naachungi main
Tere sang gaaungi main
Tere kadamon pe main chalungi
Female : Mujhe nahi pata main kya gaaungi
Ulte seedhay lafzon se banaungi
Mann mein jo aaye keh jaaungi
Both : Chalo hato pare naacho dil khol ke
Let’s rock
Boloji let’s rock
Female : O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Both : Somde somde jailhouse rock…