Dil Samajhdaar Song Lyrics in Luv Ki Arrange Marriage (2024)

Dil Samajhdaar Song Lyrics

Singer : Sukhwinder Singh

Music by : Jaidev Kumar

Lyrics by : Rakesh Kumar (Kumaar)

Male : Ishq kar-kar ke dil tadpa bahot hai
Phir bhi unko hi yaad karta bahot hai
Ishq kar-kar ke dil tadpa bahot hai
Phir bhi unko hi yaad karta bahot hai

Male : Khamkha mar gaya yeh to unki adaa pe
Khamkha tha yakeen unki jhoothi wafa pe
Dard itna mila ab na raaton ko sota

Male : Dil samajhdaar hota toh ishq karta na rota
Dil samajhdaar hota toh ishq karta na rota
Ishq karta na rota Ishq karta na rota
Ishq karta na rota Ishq karta na rota

Male : Unka maasoom chehra daga de gaya
Raat de ke mujhe woh subah le gaya ho
Hmmm mm unka maasoom chehra daga de gaya
Raat de ke mujhe woh subah le gaya…
Sans kehne ko hi bas chal si rahi hai
Maut hairaan hai aisi saza de gaya haye
Saza de gaya

Male : Khamkha dundhe vaade unki kachi jubaan mein
Khamkha rehna chaha unke jhootey jaha main
Ishq mai humne akhir kiya samjhota
Dil samajhdaar hota toh ishq karta na rota
Dil samajhdaar hota toh ishq karta na rota

Male : Ishq karta na rota
Ishq karta na rota
Ishq karta na rota
Ishq karta na rota
Ishq karta na rota
Ishq karta na rota
Ishq karta na rota
Ishq karta na rota

Scroll to Top