Eid Mubarak Song Lyrics is a track from Salman Ali Official Hindi Album – 2025, Starring Salman Ali. This song was sung by Salman Ali. Music was composed by Qasim Khan and Tabish Tafu and lyrics work penned by Surveen Kaur and Shaan Ali.
Singer : Salman Ali
Music Director : Qasim Khan and Tabish Tafu
Lyricist : Surveen Kaur and Shaan Ali
Male : Din ye khushiyon ka milke manaye sabhi
Rehmaton se saja hai samaan
Nematon ki hui aaj barsaat hai
Hue roshan zameen aasmaan
Roza-daaron ko ye rab ka inaam hai
Din hamara ye mehmaan hai
Male and Chorus : Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Ho mubarak eid mubarak
Male and Chorus : Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Ho mubarak eid mubarak
Male : Sadqa e mustafa arziyan maan le
Humne manga hai jo wo ata bakhsh de
Male : Maah-e-ramzan mein dee jo qurbaniya
Hum gunahgaaron ko tu jaza bakhsh de
Hum gunahgaaron ko tu jaza bakhsh de
Male : Sabki sunta hai tu ye mera maan hai
Din hamara ye mehmaan hai
Male and Chorus : Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Ho mubarak eid mubarak
Male and Chorus : Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Ho mubarak eid mubarak
Male : Har taraf chha gayi noor ki roshni
Jab khabar aayi ke chand ki raat hai
Male : Har taraf hi mohabbat ka paighaam hai
Chehre roshan hain jaise ke baraat hai
Chehre roshan hain jaise ke baraat hai
Male : Shukr kaise karun tera ehsaan hai
Din hamara ye mehmaan hai
Male and Chorus : Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Ho mubarak eid mubarak
Male and Chorus : Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Mubarak eid mubarak
Ho mubarak eid mubarak