Fire Song Lyrics in Kanguva (2024)

Fire Song Lyrics

Singers : B Praak  and Pavithra Chari

Music by : Devi Sri Prasad

Lyrics by : Raqueeb Alam

Male : Aadi agni
Anant agni
Parwat agni
Van agni
Kaal agni
Pataal agni
Rakshak agni
Ran agni

Male : Aadi agni
Anant agni
Parwat agni
Van agni
Kaal agni
Pataal agni
Rakshak agni
Ran agni

Male : Kuchh na yahan tha
Magar jo yahan tha
Wo hum the hum the

Male : Sankhya ke bin
Sankhiya bal jo yahan tha
Wo hum the hum the

Male : Agni ki jo pahli lapton se khela ho
Agni men hi jo phala aur phoola wo hum

Male : Aa kataar leke
Aa talwar leke
Aa hazaar leke aaja

Male : Aa kataar leke
Aa talwar leke
Aa hazaar leke aaja aaja

Male : Aadi agni
Anant agni
Parwat agni
Van agni
Kaal agni
Pataal agni
Rakshak agni
Ran agni

Male : Jhar-jhar jhar warsha men
Rang-rang ke gul
Ghad-ghad toota parawat
Kan-kan byaakul

Male : Pathrila path dekha
pralay jagat dekha
Dekha hawa ka trishul

Male : Yug-yug tak lad-lad ke
Jag Jeete hum
Jan-van-dhan,rakt se phir
Seeche hain hum

Male : Badra kare-kare
Nadiyon men angaare
Maosam bhi tha be-raham

Female : Krodh wala ghrit piya
Aag men bhi nritya kiya
Hum hain aadi-kaal ke ye satya bataae
Ped ki jo Shaakha hile
Jhoom ke jo hathi chale
Pal- pal ki wo kal ki disha dikhae

Female : Kataari pe dhaar pade
Bhediya ho bhaag khade
Agni-pakshi chattanon pe cheekhe zor se
Shatru jeebh daab uthe
Dar se jigar kaanp uthe
Ye agni jo aati dikhe door se

Male : Aa kataar leke
Aa talwar leke
Aa hazaar leke aaja

Male : Aa kataar leke
Aa talwar leke
Aa hazaar leke aaja aaja

Male : Aadi agni
Anant agni
Parwat agni
Van agni
Kaal agni
Pataal agni
Rakshak agni
Ran agni

Scroll to Top