Gori Kab Se Song Lyrics is a track from Phool Bane Angaray Hindi Film – 1991, Starring Rekha, Rajinikanth, Prem Chopra and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Bappi Lahiri and lyrics work penned by Anjaan.
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Bappi Lahiri
Lyricist : Anjaan
Female : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Le ja sath apne sath
Aayi piya milan ki raat
Female : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Chorus : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Humming : Hoo oo oo
Female : Karwat badal ke raina
Bite tanhayi tadpaye
Chorus : Tanhayi tadpaye
Oye hoye tanhayi tadpaye
Female : O piya milan ki pyas
Jiya mein koi agan lagaye
Chorus : Koi agan lagaye
Oye hoye koi agan lagaye
Female : Aaye yaad teri yaad
Neend na aye sari raat
Female : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Chorus : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Humming : Hoo oo oo
Female : Aaye aake chhaye
Badra bin barse ud jaaye
Chorus : Bin barse ud jaaye
Oye hoye bin barse ud jaaye
Female : Abke baras to sawan tapte
Man ki tapan bhujaye
Chorus : Man ki tapan bhujaye
Oye hoye man ki tapan bhujaye
Female : Ho bhige sath dono
Sath ho jaaye aisi barsat
Female : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Chorus : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Female : Chudi chhanke kangana khanke
Bindiya kare ishare
Chorus : Bindiya kare ishare
Oye hoye bindiya kare ishare
Female : Hoo oo ghunghata se chhup
Chhup kar jhanke
Do naina kajrare
Chorus : Do naina kajrare
Oye hoye do naina kajrare
Female : O sun le baat dil ki baat
Tham le mehandi wale hath
Female : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Chorus : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Female : Le ja sath apne sath
Aayi piya milan ki raat
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Chorus : Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath.