Singers : Lata Mangeshkar and S. P. Balasubrahmanyam
Music by : Laxmikant-Pyarelal
Lyrics by : Anand Bakshi
Male : Hum tum dono jab mil jayenge
Hum tum dono jab mil jayenge
Ek naya itihas banayenge
Female : Aur agar hum na mil paye to
Aur agar hum na mil paye to
To bhi ek naya itihas banayenge
Hum tum dono jab mil jayenge
Female : Saal mahine haar gaye
Saal mahine haar gaye
Dil jeet gaya aur judai ka
Lo ek din beet gaya
Gin gin ke ye duri ke din
Yun jeena mushkil hai lekin
Male : Hum phir bhi jikar dikhlayenge
Hum phir bhi jikar dikhlayenge
Female : Ek naya itihas banayenge
Hum tum dono jab mil jayenge
Female : Duniya mein kitne logo ne prem kiya
Duniya ne kitne premo ka khoon piya
Pyasi talwar nahi rukti
Kyun iss ki pyaas nahi bhujhti
Male : Hum duniya ki pyas bujhaenge
Hum duniya ki pyas bujhaenge
Female : Ek naya itihas banayenge
Hum tum dono jab mil jayenge
Female : Humming ……..
Female : Phir ye dil din raat tadapta rehta hai
Male : Jab hum se be-dard zamana kehta hai
Female : Milna paye jo khwabo mein
Kitne hai naam kitabo mein
Male : Hum un mein kyun naam likhaenge
Hum un mein kyun naam likhaenge
Female : Ek naya itihas banayenge
Aur agar hum na mil paye to
To bhi ek naya itihas banayenge
Hum tum dono jab mil jayenge
Hum tum dono jab mil jayenge