Jeena Agar Zaroori Hain Song Lyrics is a track from Phool Bane Angaray Hindi Film – 1991, Starring Rekha, Rajinikanth, Prem Chopra and Others. This song was sung by Amit Kumar. Music was composed by Bappi Lahiri and lyrics work penned by Anjaan.
Singer : Amit Kumar
Music Director : Bappi Lahiri
Lyricist : Anjaan
Male : Do ghunt ne mara jhatka
Ab dar hai na koi khatka
Koi kuch soche koi kuch samjhe
Jo dil bole wo bolunga
Kyu thik kahi na
Male : Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Pike hua jab deewana
Raaz yeh maine ab jana
Male : Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Pike hua jab deewana
Raaz yeh maine ab jana
Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Male : Inse miliye kaun hain yeh
Dsp ji namaskar
Unse miliye kaun hain wo
Calucture sahab aapko bhi salam
Yeh hai desh ke rakhwale
Desh pe mar mitne wale
Kisi se na darne wale
Manmani karne wale
Public lute to lut jaaye
Inki tijori bhar jaaye
Male : Mana ji kasur hua
Main nashe mein chur hua
Mana ji kasur hua
Main nashe mein chur hua
Mujhko hosh mein na lana
Kyu ke
Male : Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Male : Aapse miliye kaun hai yeh
Nari samaj ke sewak ji parnam
Dharam ke thekedar hai yeh
Laaz ke pahredar hai yeh
Ye to daya ke samandar hai
Kuch bahar kuch andar hain
Din bhar laaz bachate hain
Raat ko ras rachate hain
Haye o theke
Male : Mana ji kasur hua
Main nashe mein chur hua
Mana ji kasur hua
Main nashe mein chur hua
Mujhko hosh mein na lana
Kyu ke
Male : Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Male : Aapse miliye aap hai kya
Leader ji namaskaram
Yeh hum sabke data hai
Sabke bhagay widhata hai
Chahe jise bana de yeh
Chahe jise mita de yeh
Jo hona hai ho jaaye
Hath se khursi na jaaye
Are bap re
Male : Mana ji kasur hua
Main nashe mein chur hua
Mana ji kasur hua
Main nashe mein chur hua
Mujhko hosh mein na lana
Kyu ke
Male : Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Pike hua jab deewana
Raaz yeh maine ab jana
Male : Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain
Jeena agar zaroori hain
To peena bahut zaroori hain.