Singers : Danish Alfaaz and RCR
Music by : Bigg Sandhu
Lyrics by : Danish Alfaaz and RCR
Female : Aaj phir jeene ki tamanna hai
Male : Aaj to marr jaayenge hayee kuch kar jaayenge
Thodi si or pila do aaj na ghar jaayenge
Aaj to marr jaayenge hayee kuch kar jaayenge
Thodi si or pila do aaj na ghar jaayenge…
Male : Teri hi aankhon ke pyaalon se peena hai
Jab saath tu na ho wo bhi kya jeena hai
Female : Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Male : Chhedne waalon ki tujhe haddiyan tod di
Tujhe dekha maa kasam daaru maine chhod di
Dost meri delhi se aa rahi thi milne
Tere liye bich raaste se maine mod di
Male : Tujhe dekh mera dil maare cheekhey par
Nazron ne teri kabhi shor na kiya hai
Ded saal se tere peechey pada hun
Ded minute bhi tune gor na kiya hai kyu!
Male : Movie ki meri tujhe lead banana hai
Mummy ko tere haath ka khana khilana hai
Dil ki zameen tere naam karni hai
Oyo pe nahi tujhe ghar pe le jaana hai
Male : Maine to chaaha tha yun!
Kasske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun
Raat bhar jhoomun jhoomun
Male : Maine to chaaha tha yun!
Kasske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun
Raat bhar jhoomun jhoomun
Male : Sharmon haya ke sab parde girane hain
Tere badan ke sitaare saare churane hain
Female : Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marrne ka iraada hai
Male : Aaj phir jeene ki tamanna hai
Raat bhar peene ka iraada hai
Galti jo ho jaaye wo hone do phir
Chhod na jaunga ye waada hai…
Humming : .……………….