Kaise Milun Mein Piyaa Song Lyrics in Rajjo (2013)

Kaise Milun Mein Piyaa Song Lyrics

Singers : Javed Ali and Bela Shende

Music by : Uttam Singh

Female : Hmm.. hmm… hmm…
Aa… aa… aa…

Female : Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Female : Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Female : Saanjh sakaare teri raah nihaaroon
Prem ki naiya kaise paar utaaroon

Female : Saanjh sakaare teri raah nihaaroon
Prem ki naiya kaise paar utaaroon
Kitne yugon se teri birhan khadi hai
Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Female : Palchhin mohan teri yaadon mein khoyi
Suni suni raaton mein chunri bhigoyi
Ho.. palchhin mohan teri yaadon mein khoyi
Suni suni raaton mein chunri bhigoyi
Dukh ki ghadi…
Dukh ki ghadi haaye kitni badi hai

Female : Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Male : Tere mere beech koi bandhan na baandha
Jahaan tera kanha hai wahaan meri radha
Tere mere beech koi bandhan na baandha
Jahaan tera kanha hai wahaan meri radha
Radhe teri mann ki main agni bujha doon

Male : Radhe teri mann ki main agni bujha doon
Pee jaaoon aansoo tere jamuna sukha doon
Pee jaaoon aansoo tere jamuna sukha doon
Jamuna sukha doon
Jamuna sukha doon

Both : Apne milan ki dekho punarghadi hai
Apne milan ki dekho punarghadi hai
Jamuna ki lehron pe preet khadi hai
Jamuna ki lehron pe preet khadi hai

Scroll to Top