Kanha Re Song Lyrics in Salim Sulaiman Album Songs (2024)

Kanha Re Song Lyrics

Singers : Salim Merchant and Devi Chitralekhaji

Music Director : Madhav Tiwari

Lyricist : Shravan Singh

Female : Yashoda ji ka bada dulaara natkhat kanha re
Mere mann mandir mein tu hi bada suhaana re
Male : Yashoda ji ka bada dulaara natkhat kanha re
Mere mann mandir mein tu hi bada suhaana re

Female : Gokul tumhara gaon hai bhagwan hamare bhi ghar mein padharo
Jeevan tumpe vaar diya hai hamari bhi naiyaan saanwro
Male : Gokul tumhara gaon hai bhagwan hamare bhi ghar mein padharo
Jeevan tumpe vaar diya hai hamari bhi naiyaan saanwro
Female : Hamari bhi naiyaan saanwro

Both : Oh kanha re kanha re meri naiyaan tu hi paar lagana re
Oh kanha re kanha re meri naiyaan tu hi paar lagana re

Female : Paaun tumhe main kan kan mein
Sapnon ke saare darpan mein
Naam tera hi pehla saanwre
Jeevan yeh tujhpe vaaru main
Dil se tumhe pukaaru main
Naam tera hi pehla saanwre…

Female : Mere saare geeton mein sukh dukh wali reeton mein
Mere mann ke mandir mein geeton ke sargam mein
Male : Naam tera hi pehla saanwre
Naam tera hi pehla saanwre
Saanwre saanwre

Both : Oh kanha re kanha re meri naiyaan tu hi paar lagana re
Oh kanha re kanha re meri naiyaan tu hi paar lagana re

Female : Paaun tumhe main kan kan mein
Sapnon ke saare darpan mein
Naam tera hi pehla saanwre
Jeevan yeh tujhpe vaaru main
Dil se tumhe pukaaru main
Naam tera hi pehla saanwre…

Male : Saanwre…..

Scroll to Top