Khabar Nahin Song Lyrics is a track from Salim-Sulaiman Hindi Album – 2025, Starring Aditya A. This song was sung by Aditya A. Music was composed by Aditya A and lyrics work penned by Aditya A and Kunal Chaturvedi.
Singer : Aditya A
Music Director : Aditya A
Lyricist : Aditya A and Kunal Chaturvedi
Male : O maula
Ye junoon e shikastagi
Maqtalon mein hai zindagi
Tera dar kahan ae nabi
Khabar nahin khabar nahin
Khabar nahin khabar nahin
Male : Teri parchaiyon mein roshni
Dhundhoon dar tera mai har kahin
Khabar nahin khabar nahin
Khabar nahin khabar nahin
Male : Kaisa ye dhuaan dhundhla aasmaan
Maula
Ek dua kho gayi hai kahin
Male : Bujh jaayegi ab ye aag bhi
Jugnu paayega subha nayi
Khabar nahin khabar nahin
Khabar nahin khabar nahin