Khwabida Song Lyrics in Crew (2024)

Khwabida Song Lyrics

Singers : Badshah, Bharg and Rohh

Music by : Badshah, Bharg and Rohh

Lyrics by : Badshah, Bharg and Rohh

Male : Beghaani saari raatein thi
Jaane tuney aisa kya kiya
Dhunde tujhe nazre kyun
Banjaara mai tu hai aashiyan
Mera najaane yeh kaise hua

Male : Beghaani saari raatein thi
Tujhme hi rahun mai khwabida
Tujhme hi rahun mai khwabida
Haan tujhme hi rahun mai

Male : Hawaaon ki tarah bas behta hi rehta kabhi tu na
Jaana jaana khwabon mai bhi tera
Aana satana fasana behlaye mujhe
Har muskurahat ki tu hi wajah

Male : Jab tu na ho paas my skies turn grey
Hawale main tere tu saath mere chal
Door udd chale some new
Bepanah hai tera fitoor…

Male : Awaara mai tu mera noor
Bahaara tu i am just a fool for you
Bin tere pal hai lagte fizool
And i know you want me
You are my muse
Sapne fasaane banaye chal
Yaadein girl come through

Male : Beghaani saari raatein thi
Jaane tuney aisa kya kiya
Dhunde tujhe nazre kyun
Banjaara mai tu hai aashiyan
Mera najaane yeh kaise hua

Male : Beghaani saari raatein thi
Tujhme rahun mai khwabida
Tujhme rahun mai mein khwabida
Haan tujhse jo mila hun mai…

Male : Dekha tujhe meri raatein tham si gayi
Churao ab aankhein ham se nahi
Chahein karo tum baatein ham se kahin

Male : Samay ye jo hai fir na aayega
Diwana dil reh na payega
Jo hoga jana dekha jayega

Male : Jaanejaan
Sabkuch bevajah khaamkha
Teri yaadon mein hua main laapata
Ghar ka pata ye dhoonde aapka

Male : Jaanejaan
Sabkuch bevajah khaamkha
Teri yaadon mein hua main laapata
Ghar ka pata ye dhoonde aapka…

Male : Beghaani saari raatein thi
Jaane tuney aisa kya kiya
Dhunde tujhe nazre kyun
Banjaara mai tu hai aashiyan
Mera najaane ye kaise hua

Male : Beghaani saari raatein thi
Tujhme hi rahun mai khwabida
Tujhme hi rahun mai khwabida
Haan tujhme hi rahun mai…

Scroll to Top