Kuch Aise Khafa Song Lyrics in Zee Music Company (2024)

Kuch Aise Khafa Song Lyrics

Singer : Nishtha Sharma

Music Director : Anu Malik

Lyricist : Vikki Nagar

Female : Haa..aaa…aaa..haaa…

Female : Kuch aise khafa wo humse huye
Soorat hi dikhana chod diya
Bas yaar mere itna to bata kyun
Milna milana chod diya

Female : Tere bin jeena mushkil hain
Tere bin marna mushkil hain
Tere bin jeena mushkil hain…
Tere bin marna mushkil hain

Female : Kuch aise khafa wo humse huye
Soorat hi dikhana chod diya
Bas yaar mere itna to bata kyun
Milna milana chod diya

Female : Tere bin jeena mushkil hain
Tere bin marna mushkil hain
Tere bin jeena mushkil hain
Tere bin marna mushkil hain

Female : Deewangi hain kaisi unko kaise bataye hum
Iss aashiqui ka jadoo hota nahin hain kam
Iss aashiqui ka jadoo hota nahin hain kam
Aashid bheja chitthi bheji bheja unhe salaam
Intezar bhi khub kiya par aaya nahi payaam…

Female : Wo naa mane to hum kya kare
Wo naa mane to hum kya kare
Humne bhi manana chod diya
Kuch aise khafa wo humse huye
Soorat hi dikhana chod diya
Bas yaar mere itna to bata kyun
Milna milana chod diya

Female : Kuch bhi karna mushkil hain
Saansein lena mushkil hain
Tere bin jeena mushkil hain
Tere bin marna mushkil hain

Female : Kuch aise khafa wo humse huye
Soorat hi dikhana chod diya
Bas yaar mere itna to bata kyun
Milna milana chod diya

Female : Tere bin jeena mushkil hain
Tere bin marna mushkil hain
Tere bin jeena mushkil hain
Tere bin marna mushkil hain

Scroll to Top