Singers : Sunidhi Chauhan, Sharvi Yadav, Sangeet Haldipur and Kshitij Tarey
Music by : Christophe Beck and Frode Fjellheim
Lyrics by : Kausar Munir
Dialogue : …………….
Female : Haa ye hawa kaise badle dekho
Umar ko badhke dekho
Aur baadalon ki raahe badal gayi
Female : Kadduo ka kad badhta jaaye
Male : Patta patta rang badle haaye
Female : Par kuchh to hai
Jispe hai ab bhi yakeen
Haan kuchh hai jo badle naa
Jaise haath mein tera haath
Kuch rehta hai pehle saa
Jaise saath mein tera saath
Jaise waada ho jo ki pakka ho
Reh jaaye dil mein yun…
Female : Kuchh hai jo badle naa
Jaise saath main aur tu
Male : Pattjhad ka mausam jo aaye
Mujhe apna kal dekho bulaye
To kehdo mere yaar dil mein
Baate hai jo dabi
Male : Kaise kehna hai tum batao na
Anguthi pehna na tum sikha o na
Chhod do apni fikre tum mujhpe sabhi
Male : Haan kuchh hai jo badle naa
Jaise pyaar use karta hoon
Kuchh rehta hai pehle saa
Jaise kitna pyaara tu
Maine thana hai use paana hai
Bolo na kyaa karun thik hai
Kuchh hai jo badlne na
Sven batao use kya kahun
Female : Bechain hawae kyun mujhko yun Pukare har pal
Kya kehna chahe kya badal raha hai anewala kal
Hai pal anmol ye hathon se chhute na
Ye rukte hai na roke
To is pal ko khul ke jeele aa jara…
Chorus : Haa..aaa…aaa..aa
Ye badalti jaaye
Male : Aur umar sabki badhti jaaye
Both : Ab to hoga wahin jo dil ye chahega
Chorus : Yaahan kabhi koi na ho kabhi bhi
Na gham ka saaya kahin bhi
Female : Enchanted land ka parcham yun hi lehrayega
Parcham lehrayega..
Chorus : Parcham lehrayega..
Chorus : Kuchh hai jo badle naa
Ek pal mein badle pal
Kuchh rehta hai pehle saa
Haan dekhenge kal ki kal
Kismat apni badle na kabhi
Chahe badale harsooo…
Kuchh hai jo badle naa
Female : Jaise saath main aur tu
Saath main aur tu
Male : Saath main aur tu
Saath main aur tu…
Female : Haan… saath main aur tu…