Laggiyan Song Lyrics in Voxxora Music (2024)

Laggiyan Song Lyrics

Singer : Dev Negi

Music by : Krsna Solo

Lyrics by : Prabhjee Kaur and Krsna

Male : Raaton ki siyahi se likh meri kahani
Khudh ko mujhe saump de na kar aana kani

Male : Main mann hi mann mein tujhmein hi ulajhta gaya
Is uljhan mein simat ke tujhmein ramm sa gaya

Male : Yeh dil hai fakira
Main chaah ke bhi kis ko jataun
Main neendon mein bhi chalta phirta
Hun jaane kaise yeh doori mitaaun

Male : Lagiyan lagiyan lagiyan lagiyan
Latt yeh tumhari
Jagiya jagiya jagiya jagiya
Raatein main sari
Nilaam hun in baahon mein
Mila le tu khudh mein

Male : Lagiyan lagiyan lagiyan lagiyan
Latt yeh tumhari
Sachiyan sachiyan sachiyan sachiyan
Ishqe di maari
Imtehaan na le tu pyar ka
Jagu toh mile tu sirhane

Male : Pyaar tere bin na hoga
Pyaar tumse hi haan hoga
Aadha hai yeh dil mera
Aadha tera hi hoga…

Male : Main dooba teri aankhon mein
Bas behta gaya yun behte behte behkar
Tujhmein phir se main ramm sa gaya

Male : Yeh dil hai fakira
Main chaah ke bhi kis ko jataun
Main neendon mein bhi chalta phirta
Hun jaane kaise ha kaise yeh doori mitaaun

Male : Lagiyan lagiyan lagiyan lagiyan
Latt yeh tumhari
Jagiya jagiya jagiya jagiya
Raatein main sari
Nilaam hun in baahon mein
Mila le tu khudh mein

Male : Main sirf tera main sirf tera
Ho pyar mein kyun nafa jafa
Yun har dafa tujhi pe marr mita main
Kaise yeh na pata…

Male : Lagiyan lagiyan lagiyan lagiyan
Latt yeh tumhari
Jagiya jagiya jagiya jagiya
Raatein main sari
Nilaam hun in baahon mein
Mila le tu khudh mein

Male : Lagiyan lagiyan lagiyan lagiyan
Latt yeh tumhari
Sachiyan sachiyan sachiyan sachiyan
Ishqe di maari
Imtehaan na le tu pyar ka
Jagu toh mile tu sirhane…

Scroll to Top