Singers : Jay Anand and Sidhant Mago
Music by : Sidhant Mago and Mayank Mehra
Lyrics by : Sidhant Mago
Male : Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le
Male : Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le
Male : Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le bhaag le beta
Bhaag le
Male : Bhaag le bhaag le
Bhaag le bhaag le
Bhaag bhaag bhaag bhaag
Bhaag bha…
Male : On your marks
Get set
Go
Male : Bhaagi bhaagi daudi jaise
Cheetah ki main chhori
Kyun ki jaan jo fasi hai
Aaj socket mein
Male : Kabhi zindagi ke aage bhaagi
Sabki bajake bhaagi
Pair daale pheete wale
Rocket mein
Female : {Bhaagi bhaagi daudi jaise
Cheetah ki main chhori
Kyun ki jaan jo fasi hai
Aaj socket mein
Female : Kabhi zindagi ke aage bhaagi
Sabki bajake bhaagi
Pair daale pheete wale
Rocket mein} (2)
Female : Sala maa behn ki gaali bhi
Main de na paaun khul ke
Saala maa behn ne bas mujhse
Banvane hai fulke
Sala maa behn ke saath niklun
Sanskaro mein dhull ke
Female : Duniya ke iss chakkar ko
Main bolun main bolun
Main bolun bolun bolun bolun kya
Females : Iski jaan ka looop lapeta
Mere pran ka looop lapeta
Iss brahmand ka looop lapeta
Saare plan ka looop lapeta
Male : Nehru ji ko gulab ke phool bahut pasand the
Gulab ke phool ki pankhudi hari hoti hai
Hare to kharbhuje bhi hote hain
Kharbhuja kharbhuje ko dekh ke rang badalta hai
Rang ka aavishkar
Germany mein hua tha
Germany ka sashak Hitler tha
Hitler bahut hi khatarnaak tha
Khatarnaak to sher bhi hote hain
Sher ka wazan das mann hota hai
Mann bahut chanchal hota hai
Chanchal Madhubala ki behan ka naam tha
Madhubala ko dil ki bimari thi
Dil ek mandir hai
Mandir mein gulab ke phool chadaye jaate hain
Aur Nehru ji ko gulab ke phool bahut pasand the
Male : Cycle of life
Females : Iski jaan ka looop lapeta
Mere pran ka looop lapeta
Iss brahmand ka looop lapeta
Saare plan ka looop lapeta
Female : Bhaagi bhaagi daudi jaise
Cheetah ki main chhori
Kyun ki jaan jo fasi hai
Aaj socket mein
Female : Kabhi zindagi ke aage bhaagi
Sabki bajake bhaagi
Pair daale pheete wale
Rocket mein
Female : Sala maa behn ki gaali bhi
Main de na paaun khul ke
Saala maa behn ne bas mujhse
Banvane hai fulke
Sala maa behn ke saath niklun
Sanskaro mein dhull ke
Female : Duniya ke iss chakkar ko
Main bolun main bolun
Main bolun bolun bolun bolun kya
Females : Iski jaan ka looop lapeta
Mere pran ka looop lapeta
Iss brahmand ka looop lapeta
Saare plan ka looop lapeta