Lori Song Lyrics in Munjya (2024)

Lori Song Lyrics

Singers : Sachin-Jigar and Hansika Pareek

Music by : Sachin-Jigar

Lyrics by : Amitabh Bhattacharya

Female : Paalna hai baadlon ka takiya chaand ka
Paalna hai baadlon ka takiya chaand ka
Odhane ko taron se jada yeh aasmaa

Female : Tera maatha choom ke sunaaun main tujhe
Pariyon ki kahani jugnuon ki daastaan

Female : Humming….

Female : Kaale andhere ye tujhe chhoo na paayein
Jhilmil chaandni main chiddak doon zara
Jheene se aanchal mein tujhe main sahejoon
Moti seepiyon mein rahe jiss tarah

Female : Jhinguron ki sargamon se dhun bana ke main
Ghol doon hava mein ansuni si loriyaan…

Female : Humming….

Scroll to Top