Main To Lut Gayi Song Lyrics is a track from Bahurani Hindi Film – 1950, Starring David Abraham, Amar, Sulochana Chatterjee and Others. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Hansraj Behl and lyrics work penned by Bharat Vyas.
Singer : Shamshad Begum
Music Director : Hansraj Behl
Lyricist : Bharat Vyas
Female : Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Female : Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja
Female : Kaise nachu cham cham
Cham cham
Kaise nachu cham cham
Cham cham
Mori kamariya phool si balam
Mori kamariya phool si balam
Aur teri hoye aur teri sone ki talwar
Ho raja teri sone ki talwar
Ho raja teri sone ki talwar
Female : Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja
Female : Haaa aaa ..tumhare husn ka duniya mein
Kuch sawal nahi kamal ye hai ke
Mujhme koi kamal nahi
Tu hai raja main hoon bandi
Tu hai raja main hoon bandi
Tu sona hai main hoon chandi
Tu sona hai main hoon chandi
Female : Main to ban gayi hoye
Main to ban gayi tori dawedaar
Ho raja ban gayi tori dawedar
Ho raja ban gayi tori dawedaar
Main to lut gayi hoye main to lut gayi
Tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja
Lut gayi tore darbar ho raja…